Badal gaye raste-manzilein -khwahishein es kadar.
Na lage chaon na lage dhoop, ho gaye hum befikar.
Na umeed ki umeed ki thi, to haar ka maatam to chhana hi tha.
Ab nayi manzil mein lag ja, tufaan aane se pehle.
Doob to sab jate hai dard mein par tu apni jaan bacha kar dikha .
Dard sehne ki aadat ho gayi hai tujhe , tu aansu baha kar nakhre na dikha.
Uth jaldi aur phir ek naya khwaab saja.